Budget Deficit Meaning in Hindi
किसी भी देश की सरकार प्रत्येक वर्ष की शुरुआत में सरकार द्वारा आगामी वर्ष में किए जाने वाले खर्च और सरकार की आमदनी का लेखा जोखा तैयार करती है।
यह लेखा जोखा विशेषकर वित्त वर्ष के लिए बनाया जाता है; जिसे बजट कहा जाता है।
इसमें सरकार द्वारा देश के विकास और सार्वजनिक सुविधाओं पर किए जाने वाले खर्च और टैक्स इत्यादि से कमाए जाने वाले पैसे का अनुमानित आंकड़ा होता है।
आमतौर पर सरकार खर्च को आमदनी से कम रखने की कोशिश करती है।
लेकिन यदि किसी कारणवश सरकार का खर्च आमदनी से ज्यादा हो जाए तो इसे बजट घाटा कहा जाता है।
बजट घाटे की अंग्रेजी में Budget Deficit (बजट डेफिसिट) कहा जाता है।
Budget Deficit Meaning in Romanized Hindi
Kisi bhi desh ki sarkar pratyek varsh ki shuruat mein sarkar dwara aagami varsh mein kiye jaane wale kharch aur sarkar ki aamdani ka lekha-jokha taiyar karti hai.
Yah lekha-jokha visheshkar vitt varsh ke liye banaya jata hai; jise bajat kaha jata hai.
Ismein sarkar dwara desh ke vikas aur sarvajanik suvidhaon par kiye jaane wale kharch aur tax adi se kamaye jaane wale paise ka anumit ankada hota hai.
Aam taur par sarkar kharch ko aamdani se kam rakhne ki koshish karti hai.
Lekin yadi kisi karanvash sarkar ka kharch aamdani se jyada ho jaye to ise bajat ghata kaha jata hai.
Bajat ghate ki angrezi mein Budget Deficit (बजट डेफिसिट) kaha jata hai.