Mahangai Bhatta meaning in Hindi
बढ़ती महंगाई से कर्मचारियों के रहन-सहन को प्रभावहीन बनाए रखने के लिए वेतन में की जाने वाली बढोत्तरी को महंगाई भत्ता कहा जाता है
महंगाई भत्ते की शुरुआत द्वितीय विश्व युद्ध के पश्चात खाद्य सामग्री के बढ़े हुए दामों के चलते की गई थी, उस समय इसे खाद्य महंगाई भत्ता कहा जाता था
भारत में इसकी आधिकारिक वर्ष 1972 शुरुआत में की गई थी,यह मुख्य रूप से सरकारी कर्मचारियों व पेंशनधारकों को मिलता है
महंगाई भत्ते के आंकलन पिछले 12 महिने के उपभोक्ता मूल्य सूचकांक के औसत के आधार पर निकाला जाता है
Mahangai Bhatta meaning in Romanized Hindi
Badhti mahangai se karmachariyon ke rahan-sahan ko prabhavheen banaye rakhne ke liye vetan mein ki jaane wali badhotri ko mahangai bhata kaha jata hai.
Mahangai bhate ki shuruat dvitiya vishv yuddh ke pashchat khadya samagri ke badhe hue damon ke chalte ki gayi thi, us samay ise khadya mahangai bhata kaha jata tha.
Bharat mein iski adhikaarik varsh 1972 shuruat mein ki gayi thi, yah mukhya roop se sarkari karmachariyon aur pensionadharkon ko milta hai.
Mahangai bhate ke anklan pichle 12 mahine ke upbhokta mulya suchakank ke ausat ke aadhar par nikala jata hai.